types of business in Hindi(Kaise bane ek successful business men)


 BUSINESS KYA HOTA HAI FULL GUIDE



types of business

·    BUSINESS KYA HOTA HAI
·    BUSINESS KITNE TYPES KA HOTA HAI
·    BUSINESS KARNE KE LIYA KYA HONA JAROORI HAI
·    BUSINESS ME SUCCESS KAISE HO

·    JOB OR BUSINESS ME KYA DIFFERENT HAI
·    KONSA BUSINESS SABSE BEST HAI IN FUTURE

Hello dosto apka hamare artcle per welcome haoi dosto apne is post per click kiya kyuki ye post business se related hai iska matlab aap business me interest rakhte hai or me apko ko guarantee deta hu apko is post me business se related aisi jankari milegi jo apko kahi nahi milegi isliye is post ko diyan se padhe or yadi post acchi lage to share karna mat bulna apne bahut se logo ko dekha hoga jo business karte hai ya apne world ke richest person ke bare me to apne socha hi hoga ki ye log karte kya hai
To dosto me apko bata du ki world ke sabse richest person bhi business karte hai apke mind me question a raha hoga ki ye kaise business me success huve to dosto aj ham apko is post me ke jariye se business me success hone ki trick bhi bataynge in trick ko world ko her ek successful business follow karta hai yadi ap abhi business start karna chahte hai or ek successful business men banna  chahte hai to aap bhi in trick ko follow kariye or dosto ye blog specially business se related hai or ham is per busness me success hone ki trick upload kerte rahte hai yadi aap business karna chahte hai to hamare blog ko join kariye join karna bilkul free hai 

Business kya hota hai

Kisi bhi chij ka bar bar lenden jisse  hame fayda ho business hota hai jaise apne market me dekha hoga ya apne as pas koi shop dekhi hogi usme kya hota hai
Usme shop ka malik saman ko bechta hai or fir dobara saman lata hai or fir bechta hai is type ke work ko business kahte hai ye work dekhne me to bahut chhote lagte hai lakin in benefit jyadah hota hai kisi or work ki tulna me
Business kitne types ke hote hai?

Business for types ke hote hai

·    Traditional business
·    Sales man business
·    Franchisee business
·    Direct sale busines
Dosto world me hone wala her ek business in four types business me hi ate hai chaliye dosto inhe jante hai ki kya hote hai

· Traditional business

Traditional business vo business jota hai jo generation se chalta hai yani jo business hamare papa ya dada per dada suru karte hai or bad me vo business hame mill chata hai aise business ko tradition business kahte hai
For example –jaise koi shop mere dada ne start ki uske bad vo shop mere papa ke pass aayi or fir mere pas is types ke business ko traditional business kahte hai

· Sales man business

Jo log ghar ghar jaker apna saman bechte hai us types ke business ko sales man business kahte hai aapne apne village ya city me is types ka business karte jaroor dekha hoga

 Franchisee business

franchisee business me kisi successful businessman ya famous businessman ke name se koi business start karte hai to us type ke business ko franchisee business karte hai
for example- aapne market me ek name ki bahut sari shop rekhi hogi aapko kya lagta un sabhi shop ko ek hi person chalata hai…
hani vo person apni shop ka name bej deta hai kyuki uski shop ka name famous ho jata hai

 Indirect sale business

direct sale business

jisme company se sidhe product cutomer ke pas distributer ke through ata hai us types ke business ko direct sale business karte hai

· indirect business

jisme factory ,company,whole saller,distributer, customer ye  sabi samil hote hai
BUSINESS KE LIYE KIYS JAROORI HAI
business karne ke liye kuch main point hai
dosto business start karne ke liye sabse pahle chahiye money kyuki her ek bussiness me money to lagti hi hai
second hai idea ye sabse important part hai kyuki kayi logo ke paas money to hoti hai lakin idea nahi hota hai or yadi vo bina idea ke business karte hai to buri tarah se fail ho jate hai
BUSINESS ME KAISE SUCCESS HO
business 
 me success hone ke liye kuch tips hai jise her ek success full business men follow karta hai

target and planning ji hai dosto ye bhi bahut important part hai business ka yadi aap puri tarah se target or planning ke sath apne kam ko karenge to aap definitely business me success ho jaoge
galtiyo se sikhna ek baar jo business me galti ho jaye vo galti dobare na ho bahut se business men to apni galtiyo ko note kar late hai taki ane wale time me yad rahe ki kon si galti se kaha bachna 
jab
 aap koi bhi business start kare to usko purri strategy ke sath kariye isse apko pata rahega ki kis time per kya karna hai 
or
last point aapke liye golden point ke barabar hai yadi world me success full bussiness men is point ko follow na karte to vo aaj is position per nahi hote apko SMART formula ka use karna hai ab kahoge ki bhai smart formula mean  to mai batata hu 
S     -  specific
M     -measurable
A      -achievement
R      -reasonable
T      -time 
iskamatlab hai ki agar apko apni life me kuch hasil karna hai to usko nischit kro nischit karne ke bad socho ki aapko vo chahiye kyu yadi reason mil chata hai to usko haasil karne ke liye ek time period set kar do or usko haasil karne me lag jayo

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ